Easy aur safe tareeke se Brazil mein paise receive karein
Mahange wire transfer aur lambe intazaar ko skip karein. Family aur friends se aane waala paisa seedha aapke bank, wallet ya cash pickup location par kuchh hi minute mein pahunch jaata hai.1
Paise receive karne ki koi fees nahin lagti
Sender ke liye easy — apni private details ke bajaay, bas apna link share karein
Brazil mein paise bhejne hain? (nai window mein khulta hai)
2011 se laakhon logon kaa bharosa
4.9 • 39,47,281 ratings
4.8 • 13,52,460 ratings
Kuchh hi minutes mein money paayein
Free mein apni profile create karein
Paison ko apne bank mein ya paas ki kisi cash pickup location par receive karne ka option chunein.
Money ki request karein
Bank account number jaisi apni private details share karne ki zarurat nahin hai. Bas apane friends aur family ke saath Remitly ka link share karein.
Paise kuchh minutes mein pahunch jaate hain
Aapke paise turant use kiye jaane ke liye ready hain. Kisi extra step ya transfer ki zarurat nahin hai.


1USD=5.2090BRL
Paise receive karne ke liye koi fees nahin
Aapke senders ko hamesha shaandar rate aur low fees milti hai.
दिखाई गई कोई भी विनिमय दर तब लागू होती है जब आप बैंक खाते से भुगतान करते हैं। दिखाई गई कोई भी दर परिवर्तन के अधीन है।
Brazil mein paise kahaan receive karne hain
Cash pickup, bank deposit, mobile wallet ke saath-saath kai aur option – Brazil mein humaare trusted network ka jo option aapke liye best ho, vah option chunein.
- Banco ABC Brasil
- Banco Agibank
- Banco Alfa
- Banco Bandepe
- Banco BMG
- Banco Bocom BBM
- Banco Bradesco
- Banco brp
- Banco BS2
- Banco Capital
- Banco Cédula
- Banco Cetelem
- Banco Crefisa
- Banco da Amazonia
- Banco da China
- Banco Daycoval
- Banco de Brasília (BRB)
- Banco do Brasil
- Banco do Nordeste
- Banco Ficsa
- Banco Inter
- Banco KEB Hana do Brasil
- Banco Mercantil do Brasil
- Banco Modal
- Banco Original
- Banco Pan
- Banco Pine
- Banco Rendimento
- Banco Renner
- Banco Rodobens
Display kiye gaye trademarks, trade names aur logos unake respective owners ke registered trademarks hain. Remitly inase affiliated nahin hai ya inhein endorse nahin karata hai.
Remitly ke zariye Brazil mein paise reveive karne mein help paayein
Remitly FAQ
Main Brazil mein paise kaise receive karun?
Remitly profile ke liye free mein sign up karein, apna bank account ya preferred payout method select karein aur payment request link generate karein. Apna link sender ke saath share karein aur vah transfer complete kar sakta hai. Saath hi, alag se bank details exchange karne ki zarurat bhi nahin hai.Brazil mein paise receive hone mein kitna time lagta hai?
Zyaadatar transfer kuchh hi minute mein aa jaate hain.1 Timing thodi alag-alag ho sakti hai. Yah is baat par depend karti hai ki payout method aur sender kab transfer complete karta hai.Kya Brazil mein paise receive karne par koi fees lagti hai?
Nahin, receiver ke taur par aapko koi fees nahin deni padti.
See what people are saying about Remitly
Is page par display kiye gaye customer review Trustpilot ki taraf se collect kiye gaye hain aur alag-alag logon dwaara humaari service ke experience ko show karte hain. Ye review sirf jaankari ke liye provide kiye gaye hain aur humaare customers ke personal opinions ko represent karte hain. Hum kisi particular statement ko endorse nahin karte hain. Corridor ke hisaab se individual result alag-alag ho sakte hain aur yah zaruri nahin ki bataaye gaye experience sabhi customer ke experience ko reflect karein.
Kya aap abroad se paise receive karne ke liye ready hain?
Remitly ke zariye paise receive karne waale Brazil bhar ke logon mein shaamil ho jaayein. Kuchh hi minute mein sign up karein — start karne ki koi cost nahin hai.
1Transfer speed is dependent on payment method, delivery method, transaction review and system availability of Remitly and our partners.


